Wo Mohabbat Se Khafa Hy Mujhe Maloom Na Tha
Ishq Us Se Na Rawa Hy Mujhe MalooM Na Tha
Wo Bicharne Lga Mujh Se To Anaa Toot Gai.
Rooth Jana He Adaa Hy Mujhe Maloom Na Tha.
Subha Hone Pe B Aankho Se Andhera Na Gaya .
Raat Sooraj Se Khafa Hy Mujhe MalooM Na Tha.
R00th Jane Pe Mnana Usy Aata He Nhi.
Yeh b meri khata hai mujhe maloom na tha.
Zindagi Jurm o saza hai zamane mein,
“FARAZ”
Sans lena b gunah hai mujay maloom na tha